Surprise Me!

Bayaan - Farda

2015-12-03 3 654 Vimeo

'Farda' is about hope, looking at the bigger picture of life and finding light in the darkest of times. We hope that our effort is worth your wait. Listen and share! #Bayaan #Farda SoundCloud: https://soundcloud.com/bayaantheband/bayaan-farda Bayaan - Farda (Credits) Special thanks to Arsalan Hasan for writing and recording the keyboards Directed by Murtaza Niaz (Murzie) DP: Jaffer Raza, Usman Khan, Meem Noon, Areeb Imtiaz, Mughees Ahmed and Waqar Akbar Post: PMR Studio Works Recorded and Mixed by Bilawal Lahooti & Sherry Khattak Mastered by Zulfiqar Jabbar Khan (Xulfi) at Xth Harmonic Lyrics: Tu sabr hai, abr hai Karam ki tarha barasta hua Tu sabr hai, abr hai Karam ki tarha barasta hua Chal yaad ki aghosh mein Ghamon ko chupa ke hasta hua Ab wafa fana, haya fana Sach hai aur yeh Saara shehar apni rahaton ki dhun mein bekhabar Hai magar, ab yeh aksar Panchi hawaon mein zindagi ke naghme buntay hain Farda o Farda kya sochta hai Haal-e-Adam se kyun bad-gumaan hai Qatra qatra zindagi hai Baarish mein bheega tera jahan hai Kyun noor se duur hai Kyun chup kay bhanwar mein gumm hai kaheen Kyun dil mein jo alfaaz hain Suron pe saja ke kehtay nahein Tareekion mein jo dooba hai ghar Subha ki lou bhi jalay ki magar Ab wafa fana, haya fana Sach hai aur yeh Saara shehar apni rahaton ki dhun mein bekhabar Hai magar, ab yeh aksar Panchi hawaon mein zindagi ke naghme buntay hain Farda o Farda kya sochta hai Haal-e-Adam se kyun bad-gumaan hai Qatra qatra zindagi hai Baarish mein bheega tera jahan hai (x2) Tera jahan hai (x3) For #Bayaan's Concerts and Queries: Mobile/Whatsapp: +92.300.4152552 BB Pin: 52FC5F2C email: bayaan.pk@gmail.com

Buy Now on CodeCanyon