Surprise Me!

MERA DIL BADAL DAY

2012-11-11 1 960 Vimeo

http://piece-islam.blogspot.co.uk/ https://www.facebook.com/pages/Hamara-mazhab-islam-hai/420301858036605 https://twitter.com/farheennaz Mera Badal de Dil ki duniya dil badal day... Mera Ghaflat mein dooba dil badal day Hawa-o-Hirs wala dil badal day Mera Ghaflat mein dooba dil badal day khudaya fazal farma dil badal day khudaya fazal farma dil badal day Badal de Dil ki duniya dil badal day Khudaya Fazl farmaa dil badal day Gunah gaari main kab tak Umr kaatoun Badal day Mera rasta dil badal day Sunoun Main naam Tera dharkanon Main Maza aajaye Maula dil badal day Mera ghaflat main dooba dil badal day Hataaloun aankh apni Maa-siwa say Jiyoun Mein Teri khatir dil badal day Karoun Qurbaan Apni Saari Khushiyaan Tu apna ghum ata kar dil badal day Mera ghaflat main dooba dil baday day Mera dil badal day.... 4 times Para houn Teray dar par dil shikasta Rahoun kyu dil shikasta dil badal day Mera ghaflat main dooba dil badal day Tera hojaoun itni arzoo hay Bas itni hay tamanna dil badal day Meri faryaad sunlay Meray Maula Banalay apna banda dil badal day

Buy Now on CodeCanyon