Surprise Me!

Tribhawan Kaul - Kabaadiwala

2014-06-16 1 Dailymotion

Kabaadiwala ka aagman
Mujhe sochne par majboor karta hai
Bekaar ki vastuon ko jab
Ghar ke bhaahar ka rasta dikhaya jaata hai
Ek prashanchinh chod jaata hai
Manthan karne ko
Kaam, krodh, lobh aur moh
Mere dilo-dimaag roopi ghar mein basa kabaad
Bhaahar kyun nahi nikaal sakta
Kab mein khud kabaadiwala ban gaya
Mujhe pata hi na chala.

Tribhawan Kaul

http://www.poemhunter.com/poem/kabaadiwala/

Buy Now on CodeCanyon