KYA HUA
Jab bat kahe to samajh nhi jab samajh aai to kya hua
Jab aakh bhari to pata nhi tapka aashu to pata nhi
Aavaj aai kahi se phir bata ab kya hua
Jindgi se ruth gaya phir bhi ruk nhi sakta kyuki
Anjam to dena hi hai ab pahchan to dena hi hai ab
Samjh nhi ghabra gaya pata nhi mah kya hua
Socha ladte-ladte thak jaunga phir n ladkhadaun ga
Pahchan banana hi hai ab
Dil ka mehman ban ke aaunga aakho ka aashu poch liya
Jo man tha soch liya
Phir hi ghabraht ke sath avaj aai
Jab bat kahe ta samajh nhi jab samajh aai to kya hua!

ANIKESH WATS

anikesh wats

http://www.poemhunter.com/poem/kya-hua/