Teri berukhi aur teri meharbaani
Yahi maut hai aur yahi zindgaani
Wahi ek fasaana wahi ek kahani
Jawaani jawaani jawaani jawaani
Labon par tabassum
Tho aankhon mein hai paani
Yahi hai yahi dil jalon ki nishaani
Bataaoon hai kya aansoon ki haqiqat
Jo samjho tho sab kuch
Na samjho tho paani...(Tanhaiii)