Song: Teri Umeed Tera Intezaar Karten Hain Ae Sanam Hum To Sirf Tumse Pyaar Karte Hain
Singer: Kumar Sanu & Sadhna Sargam
Movie: Deewana
Release; 25 June 1992
Directed by Raj Kanwar
Produced by Guddu Dhanoa,
Lalit Kapoor
Starring Rishi Kapoor
Shahrukh Khan
Divya Bharti
Music by Nadeem Shravan

Lyrics:

-MALE--
Teri Umeed Tera Intezaar Karte Hain - 2

Teri Umeed Tera Intezaar Karte Hain - 2
Ae Sanam Hum To Sirf Tumse Pyaar Karte Hain - 2

--FEMALE--
Jaaneman Hum Bhi Tumpe Jaan Nisaar Karte Hain - 2
Ae Sanam Hum To Sirf Tumse Pyaar Karte Hain - 2

Khwaab aankhon mein ab nahin aate
Ab to palkon mein tum samaaye ho

--MALE--
Har ghadi saath saath rehte ho
Dil ki duniya mein ghar basaaye ho - 2

--FEMALE--
Teri har baat pe hum aitbaar karte hain - 2
Ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain - 2

Humko jis ki thi voh talaash ho tum
Khushboo saanson ki, dil ki pyaas ho tum

--MALE--
Tere aashiq, tere deewane hain
Saari duniya se hum begaane hain - 2
Jaan hum pyaar tumhe beshumaar karte hain - 2

--FEMALE--
Ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain - 2

--MALE--
Teri umeed tera intezaar karte hain

--FEMALE--
Jaaneman hum bhi tumpe jaan nisaar karte hain

--MALE--
Ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain

--FEMALE--
Ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain

--MALE--
Ae Sanam Hum To Sirf Tumse Pyaar Karte Hain