Muhabbat barsa dai na tu sawan aya hai
Tere aur mere milne ka moasam aya hai
Sab se chupa k tuje seene se lagana hai
Piyar main tere had se guzar jana hai
Itna piyar kisi pai pahli baar aya hai
Kyun aik pal ki bhi judai sahi jay na
Kyun har suba tu meri sanson main samay na
Aa ja na tu mere pass don ga itna piyar main
Kitni raat guzari hey tere intizaar main
Kaise bataon jazbaat yeah mere
Main ne khud se bhi ziyada tuje chaha hai
Sab kuch chor k ana tu sawan aya hai
Tere aur mere milne ka moasam aya hai