Film: Aan
Song: Tere Janay Ke Bad Teri Yad Ayi
Singer: Lata Mangeshker
Actress: NAdra
Year: 1952
Language: Urdu
Country: India

Aan was the first ever colour film of India. Nadra was introduced in this film, Very ugly for a leading role

Tujhe Kho Diya Ham Ne Paane Ke Baad Ho � 2
Teri Yaad Aayi � 2 Tere Jaane Ke Baad
Teri Yaad Aayi
Tujhe Kho Diya Ham Ne

Mila Tha Na Jab Tak Judaai Ka Gham
Mohabbat Ka Matlab Na Samjhe The Ham
Tarapne Lage Teer Khane Ke Baad,
Tadapne Lage
Tadapne Lage Teer Khane Ke Baad
Teri Yaad Aayi - 2 Tere Jaane Ke Baad
Teri Yaad Aayi
Tujhe Kho Diya Ham Ne

Nigaahon Men Ab Tu Samane Laga
Tera Naam Hothon Pe Aane Laga
Hue Ham Tere Ek Zamane Ke Baad
Hue Ham Tere
Hue Ham Tere Ek Zamane Ke Baad
Teri Yaad Aayi - 2 Tere Jaane Ke Baad
Teri Yaad Aayi
Tujhe Kho Diya Hamne

Mohabbat Mili Aur Tu Kho Gaya, Tu Kho Gaya
Oh Badalte Hi Kismat Yeh Kya Ho Gaya, Kya Ho Gaya
Khushi Chhin Gayi Dil Lagane Ke Baad
Khushi Chhin Gayi
Khushi Chhin Gayi, Dil Lagane Ke Baad
Teri Yaad Aayi - 2 Tere Jaane Ke Baad
Teri Yaad Aayi