Singer: Naheed Akhtar..
Creted By:Poonam Shah.(Tanhaiii)
Tamam umar tujhe zindagi ka pyar mile,
Khuda kare ki ye din tujko baar baar mile
Tamam Umar tujhe'...
Meri dua hai khhile phool teri raho mein..
Kate khayat tere rahto ke saaye mein
Kadam kadam pe tujhe mausame bahar mile..
Khuda kare ki ye din tujko baar baar mile'
tamam umar tujhe..zindagi ka pyar mile..khili ho teri tammana kisi kamal ki tarah
sajaye tujko labo par koyi gazal ki tarah
tujhe kisi wafao ka aitbaar mille..
Khuda kare ki ye din tujko baar baar mile'
tamam umar tujhe..zindagi ka pyar mile..khuda kare ki ye din tujko baar baar mile.
tamam umar tujhe zindagi ka pyar mile
Zindgi ka pyar mile..(Tanhaiii)