Artist: Zeb Bangash and Momin Durrani.
OST: Diyar-E-Dil.
Lyrics: Sabir Zafar.
Composer: Shani Arshad.
Starring: Abid Ali, Sanam Saeed, Mikal Zulfiqar, Hareem Farooq, Ali Rehman, Rasheed Naz, Osman Khalid Butt, Maya Ali, Azra Mansoor, Behroz Sabzwari, Tara Mehmood, Ahmed Zaib, Eshita Mehboob, Humayun Gul etc.
Directed By: Haseeb Hasan.
Written By: Farhat Ishtiaq.
Edit and Post: Mahmood Ali.
Writer: Farhat ishtiaq.

LYRICS :-

Goyan keshk aqbat taskeen ast
Awal shor ast aqbat namkeen ast
Har chanz aasiyast sang zairi
Ee surat-e-beqrar barabin ast

Translation:
Kabhi ishq ki aag mai jal kr to dekh , Iski krwaahat aur shaurida sri ko mehsoos to kr , Waqt ki chakki k paatun mai pis tou sahi aur phr usko dekh , usi se naata rkh , usi se ishq kr kyu k , Ishq wo zehr hai pe le tou qarar aa jae .

Haal e dil ye dekhta tu ja
Haal e dil ye dekhta tu ja
Yaar e mann, yaar e mann aa
Yaar e mann, yaar e mann aa
Hai diyar e dil sulagta sa
Hai diyar e dil sulagta sa
Yaar e mann, yaar e mann aa
Yaar e mann, yaar e mann aa

Aik pal jo hai judai ka
Ye nahi hai bewafai ka
Aati jaati dhoop aur chahun
Gham agar hai narasai ka
Yaad bhi hai ik sahara sa
Yaad bhi hai ik sahara sa
Yaar e mann, yaar e mann aa
Yaar e mann, yaar e mann aa