Dushman K Dil Ko Naram Karnay Ka Amal <br />Jo shakhs Fajar ki Namaz ke baad 500 martaba "Ya Raheemo" poori tawajja ke sath parhe ga. Insha Allah Ta'la tamam makhlooq is par meherban hogi. Agar dushman koi nuqsan pohanchana chahta hai to wo bhi naram ho jaye or pohanchane se ruk jayega.
