Molana Tariq Jameel ka Biyaan "Insaaf karo" police lines Gujrat mein 2014 ko munaqid howa. <br />Is Biyaan ko 2 alag alag parts mein taqseem kiya gaya hai jis mein part-1 aur part-2 shamil hain, yeh video Biyaan part-1 hain jo taqreeban 44minutes par mushtamil hain. <br />Molana Tariq Jameel Sahib ny biyaan ko shuru karty hoye farmaya ky zalim aur mazloom ki kahani itni he porani hain jitni <br />insani dastaan aur insani zindage porani hain.