Haq baat pe korray aur zindaan, batil ke shikanje main hai ye jaan <br />Insaan hain ke sehme bethe hain, khoon-khwar darinde hain raqsaan <br />Iss zulm-o-sitam ko lutf-o-karam, iss dukh ko dawa kya likhna <br />Zulmat ko ziyaa , sarsar ko saba banday ko khuda kya likhna