Year : 1950
Singer : Lata Mangeshkar
Song : Dil Toot Ke Bola
✽•✤••✽•✤••ԑ̮̮̑̑ɜGYPSYԑ̮̮̑̑ɜ••✤•✽••✤•✽

Dil Toot Ke Bola Dil Todne Wale Ka Bhala Ho

Barbad Mohabbat Mein Koi Hota Hai Kaise
Badli Hui Kismat Ko Koi Rota Hai Kaise

Yeh Gham Wahi Jaane Dil Jiska Mohabbat Mein Mita Ho
In Aaho Se Yeh Kahdo Aise Na Ro Haye Aasu Na Bahaye

Jo Aag Lagi Hai Use Rokar Na Bujhao Ise
Jalne Hi De Isko Mohabbat Ki Saja Ho

Duniya Mein Kisi Ko Koi Pyar Na Karna
Ulfat Ka Kabhi Bhi Unko Ikrar Na Karna

Kabhi Bhi Ikrar Na Karna Rokar Ke Duniya Ko
Jo Dard Mila Hai Dil Toot Ke Roya

Dil Toot Ke Bola Dil Todne Wale Ka Bhala Ho
✽•✤••✽•✤••ԑ̮̮̑̑ɜGYPSYԑ̮̮̑̑ɜ••✤•✽••✤•✽