Sarso Ke Tail Ke Chand Fawaid
Is mein mojood chiknai khoon mein cholesterol level ko qaboo mein rakhne mein intahai madad deti ha.

Is ko khane mein use karne se aanto ki safai or nizam-e-hazma ki karkardagi behtar hoti ha.

Body par agar fungus infection ho to sarson ka tail is jaga lagane se infection ke khatmay mein madad milti ha.

Is ki smell se mosquito door bhagte hein, is liye iska external use malaria ke khilaf intahai moassar ha.

Is mein vitamin E ki wafir quantity mojood ha jiski waja se ye aap ki skin ko ultraviolet rays or doosri environmental pollution se mehfooz rakhta ha.

Arthritis or joint pain ke dard mein is ki malish karnse se dard mein kafi afaqa hota ha.