Surprise Me!

Taaron Ka Chamakta Gehna Ho Full Wedding Video Song

2019-03-30 233 Dailymotion

Song : Taron ka chamakta gehna ho

Movie: Hum Tumhare Hain Sanam

Singer: Udit Narayan, Bali Brahmabhatt

Cast: Shahrukh Khan, Salman Khan, Madhuri Dixit

Music Director: Nadeem - Shravan

Lyrics: Sameer

Lyrics

Eh hey aa aa aa, oh ho ho oh oh
Aa ha ha aa aa, ho oh oh
Taaron kaa chamakta gehna ho

Taaron ka chamakta gehna ho
Phool ki mehekthi vaadi ho
Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho

Yeh phool tumhaare zevar hai
Yeh chaand tumhaara aaina
Tum jab aise sharmaati ho
Dulhe ka dhadakta hai seena

Har aaina tumko dekhe
Tum to aisi shehzadi ho
Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho

Meri behna hai phool baharon ka
Meri behna hai noor nazaron ka
Meri behna ke jaisi koi behna nahin
Bina iske kahin bhi mujhe rehna nahin

Jaise hai chaand sitaron mein
Meri behna hai ek hazaron mein
Hum jaise bhole bhaalo ki
Yeh duniya to hai dilwalo ki…

Taaron ka chamakta gehna ho
Phool ki mehekthi vaadi ho
Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho

Khushiyon ke melon mein baitho
Koyi gham na tumhare paas aaye
Na umar ka pehra ho tum pe
Meri dil ki dua yeh rang laaye
Rab hasta hua rakhe tum ko

Tum to hasne ki aadi ho
Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho
Taaron ka chamakta gehna ho
Phool ki mehekthi vaadi ho

Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho.

Taaron ka chamakta gehna ho
Phool ki mehekthi vaadi ho

Us ghar mein khushaali aaye
Jis ghar mein tumhaari shaadi ho.

Buy Now on CodeCanyon