Surprise Me!

PYAR ZINDAGI HAI (Remix) Muqaddar Ka Sikandar (1978) - DJ REME _Lata Mangeshkar, Asha Bhosle _

2021-06-10 66 Dailymotion

Pyaar Zindagi Hai Song
Song : Pyaar Zindagi Hai
Album : Muqaddar Ka Sikandar (1978)
Singer : Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Musician : Kalyanji, Anandji
Lyricist : Anjaan

Pyaar zindagi hai
Pyaar bandagi hai, bandagi hai
Yahulla yahulla hoo ya allah
Hoo yahulla yahulla hoo ya allah

Pyaar se pyaar karo, yeh umra pyaar ki hai
Pyaar se pyaar karo, yeh umra pyaar ki hai
Pyaar bina kya jeena, yeh bhi koi zindagi hai
Pyaar zindagi hai

Pyaar bandagi hai, bandagi hai
Yahulla yahulla hoo ya allah
Yahulla yahulla hoo ya allah
Pyaar karam, pyaar dua
Pyaar sitam, pyaar wafa
Pyaar se juda to yahan koi nahin, koi nahin
Pyaar khushi, pyaar nasha
Kya woh nazar, kya woh adaa

Ho ke fida pyaar mein jo khoi nahin koi nahin
Dil ko laga ke dekho pyaar mein kya khushi hai
Dil ko laga ke dekho pyaar mein kya khushi hai
Pyaar bina kya jeena, yeh bhi koi zindagi hai
Pyaar zindagi hai
O pyaar bandagi hai, bandagi hai
Yahulla yahulla ho ya allah
Hoo yahulla yahulla ho ya allah

Door rahe, paas rahe, dil mein teri pyaas rahe
Tere liye main hoon, tu hai mere liye, mere liye
Pyaar sanam, pyaar khuda, yaar kabhi ho na juda
Yaar bina koi yahan kaise jiye, kaise jiye
Baahon mein yaar ke hi duniya bahaar ki hai
Ho baahon mein yaar ke hi duniya bahaar ki hai
Pyaar bina kya jeena, yeh bhi koi zindagi hai
Pyaar zindagi hai
O pyaar bandagi hai, bandagi hai
Yalla yalla ho ya allah
Yalla yalla ho ya allah

Dekh hamein koi jale, koi jale haath male
Tu jo mere saath chale logon se kya darna yahan
Pyaar yahaan jo na kare, khaak jiye khak mare
Yaar mere tere liye jeena yahan, marna yahan
Mar ke bhi na mite jo yeh woh deewanagi hai
Mar ke bhi na mite jo yeh woh deewanagi hai
Pyaar bina kya jeena, yeh bhi koi zindagi hai
Pyaar zindagi hai
O pyaar bandagi hai, bandagi hai
Yahulla yahulla ho ya allah
Yahulla yahulla ho ya allah

Pyaar se pyaar karo, yeh umra pyaar ki hai
Yeh umra pyaar ki hai
Pyaar bina kya jeena, yeh bhi koi zindagi hai
Yeh bhi koi zindagi hai

Yalla yalla hoo ya allah
Yalla yalla hoo ya allah
Yalla yalla hoo ya allah
Yalla yalla ya allah
Yalla yalla
Yalla yalla
Yalla yalla
Pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar

#MuqaddarKaSikandar #PyaarZindagiHai #LataMangeshkar #AshaBhosle #MahendraKapoor

Buy Now on CodeCanyon