Surprise Me!

Learn how to make Daal Dahi Baray from Yummilicious

2022-07-12 8 Dailymotion

Get ready for Ramzan & make these yummy Daal Dahi Baray . You can also freeze them and have dahi baray ready with in 5 min before Iftar . Enjoy with your friends and family.

Daal Dahi Bhalay
Recipe in English:

Ingredients:
- White Lentil 1 cup
- Yellow Lentil ½ cup
- Onion chopped 1
- Green Chili 4
- Salt 1 ½ Teaspoon
- Cumin Powder ½ Teaspoon
- Baking Soda 1 pinch
- Yoghurt ½ kg
- Sugar To taste
- Milk ½ cup
- Chat Masala

Directions:
- Soak white lentils and yellow lentil in water for 4-5 hours.
- Strain water from the lentils.
- Add chopped onion, green chili, garlic paste, Cumin powder and salt.
- Add mixture in a Grinder, add 1 cup of water and grind it to a smooth batter.
- Pour batter in a bowl.
- Heat oil in a wok. With the help of spoon add mixture in oil for bhalay (dumplings) of desired size. Deep fry until golden brown.
- Take a bowl of water and add all bhalay (dumplings) in water and soak them for 10 minutes.
- In a separate bowl, add yogurt, sugar and milk, whisk well until smooth.
- Take soaked bhalay in hand and press to remove excess water and add them in yogurt.
- Repeat same for all bhalays.
- Mix with a spoon and sprinkle chaat masala generously.
- Delicious Daal Dahi bhalay is ready to serve.

Tips:
• Daal ke bhalay (dumplings) can be saved for future use. After frying bhalays(dumplings) drain excess oil and keep them in an airtight box or shopper and freeze.
• When you need to use them take them out from freezer 20-30 before use, thaw and soak them in a warm water and follow the direction given in the recipe.

Recipe in Urdu:

Ajza:
- Mash ki Daal 1 cup
- Moong ki daal ½ cup
- Pyaz choti 1
- Hari Mirch 4
- Lehsan ka paste 1 Khane ka chamach
- Namak 1 ½ Chai ka chamach
- Zeera powder ½ Chai ka chamach
- Meetha soda 1 chutki
- Dahi ½ Kg
- Shakar Hasbe Zaika
- Doodh ½ cup
- Chaat Masala To taste

Bananay ka tareeka:
- Mash aur moong ki daal ko 4-5 ghantay Pani main bhigo dain.
- Daal main se pani nikal len aur us mai kati huee pyaz, hari mirch, lehsan paste, zeera powder aur namak shamil karain.
- Grinder main daal mixture aur 1 cup paani shamil Karen aur achi tarah grind karlain.
- Mixture ko ek pyale main nikal lain aur meetha soda shamil kar ke mix karlen.
- Oil garam karain aur apni marzi ke size ke bhalay chamach ki madad se fry kar len. Golden brown hone par utar den.
- Bhalay ek pyale pani main daal dain.
- Aik pyalay main dahi len aur us main doodh aur cheeni shamil Karen aur achi tarah mix karlen.
- Ab bhalay pani main se nikal kar hath se press karke uska zaaid paani nikal len aur dahi nmain shamil karte jayen. Mix karlen aur chaat masala chirak dain.
- Mazeydaar Daal ke Dahi bhalay tayar hain.

Tips:
• Agar bhalay baad main istimal karne hon tu bhalon ko fry karne ke baad air tight box ya bag main daal ke freeze karlen.
• Jab banana hon tu 20-30 minutes pehle freezer se bahir nikal ke rakh len. Neem garam pani main daal den. Phir ooper di gayi hidayaat ke mutab

Buy Now on CodeCanyon