Surprise Me!

174-Qur'an Class - Surat Al-Hijar (Ayat No. 26 to 48) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

2024-03-09 1 Dailymotion

#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza
00:00 - Start & Introduction !!
02:36 - Ayat 26: "Yaqeenan hum ney insan ko kali aur sarhi hui khankhanati mitti say peda farmaya..."
04:02 - Ayat 27: "Aur iss say pehlay jinnat ko hum ney low wali aag say peda kiya."
05:49 - Ayat 28: "Aur jab teray perwerdigar ney farishton say farmaya kay mein aik insan ko kali..."
06:22 - Ayat 29: "To jab mein ussay poora bana chukon aur iss mein apni rooh phoonk doon..."
07:29 - Ayat 30: "Chunacha tamamam farishton ney sab kay sab ney sajda ker liya."
07:38 - Ayat 31: "Magar iblees kay. Kay uss ney sajda kerney walon mein shamooliyat kerney say (saaf)..."
13:20 - Ayat 32: "(Allah Taalaa ) ney farmaya aey iblees tujhay kiya hua kay tu sajda kerney..."
15:56 - Ayat 33: "Woh bola kay mein aisa nahi kay iss insan ko sajda keroon jissay tu..."
20:39 - Ayat 34: "Farmaya abb tu bahisht say bikal jaa kiyon kay tu raand-e-dargah hai."
22:17 - Ayat 35: "Aur tujh per meri phitkaar hai qayamat kay din tak."
24:12 - Ayat 36: "Kehney laga aey meray rab! Mujhay uss din tak dheel dey kay log doobara..."
25:45 - Ayat 37: "Farmaya acha tu unn mein say hai jinhen mohlat milli hai."
26:00 - Ayat 38: "Roz-e-muqarrara kay waqt tak ki."
26:16 - Ayat 39: "(shetan ney) kaha aey meray rab! Chun kay tu ney mujhay gumraah kiya hai..."
26:57 - Ayat 40: "Siwaye teray unn bandon kay jo muntakhib ker liye gaye hain."
38:58 - Ayat 41: "Irshad hua kay haan yehi mujh tak phonchney ki seedhi raah hai."
39:13 - Ayat 42: "Meray bandon per tujhay koi ghalba nahi lekin haan jo gumrah log teri pairwi..."
40:57 - Ayat 43: "Yaqeenan inn sab kay waday ki jagah jahannum hai."
42:18 - Ayat 44: "Jiss kay saat darwazay hain, her darwazay kay liye inn ka bara hissa bata..."
47:01 - Ayat 45: "Perhezgaar jannati log baghon aur chashmon mein hongay."
47:17 - Ayat 46: "(unn say kaha jayega) salamti aur aman kay sath iss mein dakhil hojao."
50:46 - Ayat 47: "Unn kay dilon mein jo kuch ranjish-o-keena tha hum sab kuch nikal den gay..."
57:59 - Ayat 48: "Na to unhen wahan koi rakleef chu sakti hai aur na wahan say kabhi..."

Buy Now on CodeCanyon