Lyrics of Akela Hoon Main Humsafar Dhundata Hoon - अकेला हूँ मैं हमसफ़र ढूंढ़ता हूँakela hu main humsafar dhundata hu
mohabbat ki main rehgujar dhundata hu
akela hu main humsafar dhundata hu
mohabbat ki main rehgujar dhundata hu
kisi shame sehar dhundata hu
akela hu main humsafar dhundata hu
mohabbat ki main rehgujar dhundata hu

ye mehaki hui raat kitani hasin hai
ye mehaki hui raat kitani hasin hai
magar mere pehalu mein koi nahi hai
magar mere pehalu mein koi nahi hai
mohabbat bhari ek najar dhudhta hu
akela hun main humsafar dhundhta hu
mohabbat ki main rehgujar dhundata hu