Surprise Me!

Naat E Nabi SAW - Yaa mohammad noor e mujassam

2024-09-06 8 Dailymotion

Ya Mohammad Noor-E-Mujassam
Ya Mohammad Noor-E-Mujassam
Ya Habibi Ya Maulayi
Tasweer-E-Kamal-E-Mohabbat
Tanweer-E-Jamal-E-Khudayi
Ya Mohammad Noor-E-Mujassam
Ya Habibi Ya Maulaayi
Tasweer-E-Kamal-E-Mohabbat
Tanweer-E-Jamal-E-Khudayi
Ya Mohammad Noor-E-Mujassam

Tera wasf Bayan Ho Kaise
Tera wasf Bayan Ho Kaies
Teri Kaon Karega Badayi
Salla Allah Teri Kaon Karega Badayi
Mere Aaqa Teri Kaon Karega Badayi
Tera wasf Bayan Ho Kaise
Teri Kaon Karega Badayi

Is Gard-e-Safar Mein Gum Hai
Is Gard-e-Safar Mein Gum Hai
Jibreel-E-Amin Ki Rasayi
Ya Mohammad Noor-E-Mujassam

Yeh Rang-e-Bahar-e-Gulshan
Yeh Rang-e-Bahar-e-Gulshan
Yeh Gul Aur Gul Ka Joban
Yeh Gul Aur Gul Ka Joban

Tere Noor-e-Qadam Ka Dhowan
Tere Noor-e-Qadam Ka Dhowan
Is Dhowan Ki Ranayi
Ya Mohammad Noor-E-Mujassam

Teri Ek Nazar Ke Taalib
Teri Ek Nazar Ke Taalib
Tere Ek Sukhan Pe Qurban
Tere Ek Sukhan Pe Qurban

Yeh Sab Tere Deewane
Yeh Sab Tere Deewane
Yeh Sab Tere Shaidayi
Ya Mohammad Noor-E-Mujassam

Ma Ajmala ka Teri Surat
Ma Ajmala ka Teri Surat
Ma Ahsana ka Teri Seerat
Ma Ahsana ka Teri Seerat
Ma Akmala ka Teri Azmat
Ma Akmala ka Teri Azmat
Teri Zaat Mein Gum Hai Khudai
Ya Mohammad Noor-E-Mujassam

Aye Mazhare Shan-e-Jamali
Aye Mazhare Shan-e-Jamali
Aye Khuwaj-o-Banda-e-Aali
Aye Khuwaj-o-Banda-e-Aali

Mujhe Hashr Mein Kam Aa Jaay
Mujhe Hashr Mein Kam Aa Jaay
Mera Zauq-e-Sukhan Aarayi
Ya Mohammad Noor-E-Mujassam

Tu Rayees-E-Roz-E-Shafat
Tu Rayees-E-Roz-E-Shafat
Tu Ameer-E-Lutf-O-Inayat
Tu Ameer-E-Lutf-O-Inayat

Hai Adeeb Ko Tujh Se Nisbat
Hai Adeeb Ko Tujh Se Nisbat
Ye Ghulam Hai Tu Aqaayi
Ya Mohammad Noor-E-Mujassam
Ya Habibi Ya Maulaayi
Tasweer-E-Kamal-E-Mohabbat
Tanweer-E-Jamal-E-Khudaayi
Ya Mohammad Noor-E-Mujassam

Buy Now on CodeCanyon