Surprise Me!

Sufism Kya Hai ? | Ashab e Suffa Kon Thay ? | FH Offical

2025-04-02 1 Dailymotion

Yeh video Sufism kya hai ? Ashab e Suffa kon thay? K bare meian hai.murshid e pak Syedna Gohar Shahi madazila ul aali ki talbeen e haq se rohani nishist,jis mein apne irshad furmaya k Sufism Hazoor pak (s.a.w.w) k zamanay se pehlay b tha,hazrat Mousa a.s k zamany mein jo log allah ki khatir ghar bar chor kar nikla kartay thay un ko Rahab ketay thay,aur hazrat Essa a.s k zamany mein log jo allah ki khatir ghar chor kar nikala kartay thay un ko Hawari kehtahy hain.aur Hazoor Pak (s.a.w.w) k zamnany mein jin logo ne allah ki khatir ghar bar chora woh “Ashab e Suffa” Kehlay.sufiism yehi ilm e tareeqat hai k apka qalb har waqt allah allah karay.isi ko Sufism b kehtay hain.ilm e batin b kehtay hain.ilm e laduni b kehtay hain.

Buy Now on CodeCanyon