Aaj kal kuch log “interfaith harmony” ya shauq ke liye Hindu mandir ja kar mathay par tikka lagwate hain. Lekin kya Islam mein is ki ijazat hai?

Is video mein Mufti Tariq Masood sahab ne is nazuk aur aham maslay par roshni daali hai:

🔴 Tikka lagwana kya shirk ke zumeray mein aata hai?
🔴 Interfaith culture aur Islam ka maqam
🔴 Musalmanon ki pehchan aur ghairon ki tashabuh se parhez
🔴 Kya ye sirf “shauq” hai ya aqeede ki khilaf warzi?

📌 Yeh video un sab ke liye zaroori hai jo apne deen se mohabat rakhte hain magar naye trends se confuse ho jate hain.