Surprise Me!

ChatGPT Course EP#02 - Zero-Shot aur Few-Shot Prompts | Urdu Tutorial for Beginners

2025-07-04 27 Dailymotion

Welcome to Episode 02 of our ChatGPT Urdu Tutorial Series!
Is episode mein hum seekhein ge ke Zero-Shot aur Few-Shot Prompting kya hoti hai aur inka farq kya hai. Aap samjhein ge ke kaise aap ChatGPT, Gemini, Claude, aur Perplexity jese AI tools ko behtar instructions de kar zyada accurate aur relevant jawaab le sakte hain.

📌 Is Video Mein Aap Seekhein Ge:

1. Zero-shot Prompt kya hota hai?
2. Few-shot Prompt kya hota hai?
3. Rozmarra zindagi ke examples se in concepts ko kaise samjhein?
4. Translation aur business ke live use-cases (Property Dealer Example)

💡 Yeh tutorial specially un logo ke liye hai jo AI Tools ko asaani se seekhna chahte hain Urdu language mein, bina technical confusion ke.

🔔 Subscribe karein aur naye episodes ke liye bell icon zaroor dabayein!

📲 Join my WhatsApp aur Telegram Channels:
WhatsApp:
https://www.whatsapp.com/channel/0029Vb62ynG2v1J24l3viW04
Telegram:
https://t.me/techwithMuaz

Buy Now on CodeCanyon