Yeh ek minute ki chhoti si pyari kahani hai do cats ki – Meenu aur Tommy ki. Dono collage mein mile, dost bane, ek dosray ko pasand kiya aur aakhir kaar un ki shaadi ho gayi. Yeh kahani dosti, pyar aur izzat ka khoobsurat paigham deti hai.