Kya aap jaante hain Vishnu ji ko Sudarshan Chakra kaise mila?<br />Pauranik katha ke anusaar, devta haar rahe the aur daanavon ki shakti badh chuki thi. Tab Vishnu ji ne Lord Shiva ki kathor tapasya ki.<br />Jab ek kamal kam pad gaya, to Vishnu ji ne apni aankh arpit karne ka sankalp liya. Unki bhakti dekhkar Mahadev prasann hue aur diya Sudarshan Chakra.<br />Har Har Mahadev 🔱
